Labels

Saturday, January 03, 2015

Neend ke Shahar / नींद के शहर

नींद के कई शहर घूम आया हूँ ।
जस्बा, जज़्बात, कस्बा, कौम,
सब धुत सोये पड़े हैं । सरेआम
चोर लूट कंधे पर टाँगे गलियों
गलियों से गुजर रहे हैं । कुत्ते,
पुलसिये भी जागे पर अलसाये
तमाशा देख-से रहे हैं, अधखुली
पलकों से देख-से रहें हैं । तालीम
कह कर, बच्चों तक को
छोटी उम्र से सुस्त-दिमागी,
आलसी-सोच पिलाई जाती है ।

इक्का-दुक्का बल्ब-सा रोशन
हेडलाइट बुद्धिजीवी सरपट
दौड़ रहा है, मानो कोई बेताल
पीठ पर चढ़ा उसे सता
रहा हो, घर-घर का हाल,
अलार्म घड़ियों का अकाल,
मुर्गों की कमीं और बदहाल,
धुत, गहरी नींद में बने बुत,
लाशों-से निश्चिंत जनमानस
दिखा कर कह रहा हो, जगा!
हिम्मत है तो जगा के देख !

2 comments:

Anonymous said...

Peace!

Jo soya ho usey jaganey ki koshish karney mey koyi harj nahin!


Magar jo mar gaya ho woh kaisey jaageyga?

Yahin to hai kahani is duniya ki.

Marey huwey logh!
Marey huwey rishtey!
Marey huwey jasbaath!
Marey huwey yehsaas!
Mari huwin yaadein!

In marey huwey loghon ke beech mein apney app ko zinda rakhna hai!
Yahin eik ajeeb khel hai.
Dil phat ke ro raha ho, magar zor zor se hanson, ta ki duniya samjhein, befikar banda hai.

Yeh khel ka koyi rule nahin Hai aur khel bhi ajeebh hai.
Khiladi akela, magar jeeth bhi us ki. Aur haar bhi us ki.
Farq sirf sochney ke dhang mein Hai.

Khair!
Aap ko toh har khel ka tajrubah hai!
Hum toh abhi abhi maidaan mein aaye hai!

Dekhtey hain!

Apney aap ko zinda rakhney ki is khel mein,
Shayad jeethungee! Shayad Haarjaungee!
Magar tajhruba lekar jaungeee.

Eik laash ban ne key pahley,
Mujhey in zinda lashon ke beech
apney aap ko zinda rakhna hai
Khiladi akeli hun
Khelna bhi hai
Aur Jeethana bhi hai


Koyi Mussaffir madad nahin karega
Koyi jaan pehchaaan saath nahin dega
Magar mujhey aagey chaltey jaana hai,
In zinda lashon ke beech apney app ko zinda rakhna hai!
Alvida Mussaffir!
Peace!

Packers And Movers Chennai said...

http://packersmoverschennai.in/
thanks a lot for all your efforts.
Packers And Movers Chennai based company provided that Movers And Packers Chennai Services for Office, Home, Local or domestic and commercial purposes.