(In response to a comment post)
hua hun dhool hi, ab khaakh bhi nahin
jalta tha, dhuan tha, tha khaakh kabhi
kehkashaa meri kahaan se lai hai kahan
julashaa, dhool hua, jaana, mitnay ke baad hi!
mitti mein mila hai, mitti se ugaa tha
mera dil kabhi jaltaa hua ek masla tha
ek faaslay par ruka, jaltaa gaya woh
armaano ko bujhtay, mit-tay waqt laga tha!
hun dhool bhi, raakh bhi, rakt bhi, raas bhi
jitna lagtaa hun nakhush, karta utna parihaas bhi
mere labzon mein na dhoond, woh dhuan ab kahan
hua hun dhool hi, jaaana mit-nay ke baad hi!
English and Hindi poetry & prose, published as well as unpublished, experimental writing. Book reviews, essays, translations, my views about the world and world literature, religion, politics economics and India. Formerly titled "random thoughts of a chaotic being" (2004-2013). A short intro to my work: https://www.youtube.com/watch?v=CQRBanekNAo
Labels
Audio
(3)
Book review
(75)
Books Read
(19)
Cricket
(15)
Criticism
(12)
Dharma (Hinduism / Vedanta)
(7)
Fiction
(47)
Ghazals
(14)
Googlies
(13)
GraduateStudentKind
(7)
Himachal
(20)
Hindi
(82)
Humor
(49)
Indology
(113)
Kavita
(21)
Literature
(106)
Movie review
(11)
Personal
(49)
Poetry
(242)
Politics
(22)
Published
(70)
Romance
(87)
Satire
(48)
Science
(6)
Short Story
(32)
Translation
(36)
travelogue
(7)
Village Poems
(9)
Women
(23)
No comments:
Post a Comment